Hello friends HINDI BLOG MASTER me aapka swagat hai. Sabse pahle main apko kahunga ki aap ye post pura padhe. Kyoki ye post apke liye bahut Usefull & Helpfull hai.
Ab apke mann me ek sawal jaroor uthta hoga ki Hum Mobile number kyo hide kare isse hume kya faida hoga?
Apko Jankari ke liye bata du. Jab aap mobile number hide nahi karte tab apka fb account khatre me par jata kai aur real life bhi. Kahne ka matlab log apke profile se apke mobile number nikal ke apko call karenge aur preshan karenge ya agar kisi hacker ke hath lag gaya to apke bank account ko bhi hack kar sakta hai kyoki apka mobile number Bank account se bhi connect jarur hoga.
Actually Facebook duniya ki sabse bari popular social media site hai. Isliye Aaj lakho log facebook use karte hai. Roj hajaro naye account bante hai. But Bahut kam logon ko pta hota hai ki facebook par apna Mobile number hide kiya ja sakta hai.
Aksar dekha gaya hai ki naye user ya kuchh purane user bhi apna facebook account to bana lete hai. Lekin mobile number ."public" hi chhor dete hai kyoki unhe pta nahi hota ki mobile number ko hide bhi kiya ja sakta hai. Lekin main kahunga ki facebook se mobile number hide kar le.
Ab apke mann me ek sawal jaroor uthta hoga ki Hum Mobile number kyo hide kare isse hume kya faida hoga?
Apko Jankari ke liye bata du. Jab aap mobile number hide nahi karte tab apka fb account khatre me par jata kai aur real life bhi. Kahne ka matlab log apke profile se apke mobile number nikal ke apko call karenge aur preshan karenge ya agar kisi hacker ke hath lag gaya to apke bank account ko bhi hack kar sakta hai kyoki apka mobile number Bank account se bhi connect jarur hoga.
Note:- Hum to sirf apko samjha sakte hai.
Lekin Fb par se mobile number hide karna to apka kaam hai. Hum to apko yahi kahenge mobile number hide ka le nahi to aap musibat me bhi aa sakte ho.

Facebook Account Se Mobile Number Kaise Hide kare?
Mai apko simple aur aasan tarika batane ja rha hu. So aap iss post ko pura padhe aur humare iss article ko adhik se adhik share kare taki apke dosto ko bhi help mil sake.
Facebook account se mobile number hide karne ke liye aap following 5 steps ko sahi sahi follow kare.
Step(1):- Sabse pahle aap apne browser ya app me "Log in" kar le. Agar apne pahle se hi "Log in" kar liya hai to apko Log in karne ki jarurat nahi hai.
Step(2):- Ab aap apne menu par click kare.
Ab apke samne ek page khula hoga. Jisme aap neeche jaye aur "Account Setting" par click kare.
Step(3):- Ab jo page khulega usme apko sabse uper "Privacy" ke icon par click karna hai.
Step(4):- Ab jo page bhulenge usme "cotact Information" par click kare.
Step(5):- Ab jo new page khulenge usme apko Address Email & phone number ka options milenge. Ab aap "Phone number" par click kare.
Ab apke samne Public, Friends, Only me....etc optons milenge jisme se apko "Only me" ka option slect kar de.
Iss tarah aap bahut aasani se facebook account se mobile number hide kar sakte hai.
Aapko ye article achha laga to Comment & Share jarur kare. Aur agar facebook se mobile number hide karne me koi problem aaye to hume comment jarur kare.
Agar apke paas Facebook, Blogging, Youtube, Whatsapp.....etc se related koi question ho to humare comment box or Facebook Group me jarur puchhe.
Hume contact karne ke liye aur letest Usefull & Helpfull article pane ke liye humare iss blog ko jarur subcribe kare aur sath hi sath humare Facebook page ko like kare. Aur humare Facebook Group me turant join ho jaye.