Facebook Par Massage, Post, Comments...etc Colour/Background Colour/Bold Letter MeKaise Likhe (Full Jankari Hindi Me).
Hello Friends HINDI BLOG MASTER me apka swagat hai. Iss blog par apko Facebook whatsapp internet blogger tips&trick se related sabhi jankari hindi me diya jata hai. Dosto, Aaj sabhi log chahte hai ki hum facebook par kuchh alag kare. Yani ki kuchh essa kare jise log dekhte hi rah jaye. Essa hi post aaj main aaplogo ke liye lekar aaya hu. To chaliye jald se jald suru karte hai. Suru karne se pahle aapko btaa du ki aap ye tabhi kar payenge jab aap sabhi step ko follow Karenge. Yani ki Aapko ye post pura padhna hai. Massage comment post...etc aap teen tarah se likh sakte hai. (1) Colour Text (2) Background Colour Change (3) Bold letter Dosto, Colour me text karne ke liye sabse pahle apko colour code ki jarurat padegi. So ye code niche diye gaye hai. <fg=b0800000> brown <fg=b0ffc0cb> Light Pink <fg=b06f00ff> Navy <fg=b0ffd700> Golden <fg=b0ff7f00> Orange <fg=b000ff00> Green <fg=b000000...