Type Here to Get Search Results !

Facebook Par Massage, Post, Comments...etc Colour/Background Colour/Bold Letter MeKaise Likhe (Full Jankari Hindi Me).

3
Hello Friends HINDI BLOG MASTER me apka swagat hai.  Iss blog par apko Facebook whatsapp internet blogger tips&trick se related sabhi jankari hindi me diya jata hai.

Dosto, Aaj sabhi log chahte hai ki hum facebook par kuchh alag kare. Yani ki kuchh essa kare jise log dekhte hi rah jaye.

Essa hi post aaj main aaplogo ke liye lekar aaya hu. To chaliye jald se jald suru karte hai.
Suru karne se pahle aapko btaa du ki aap ye tabhi kar payenge jab aap sabhi step ko follow Karenge. Yani ki Aapko ye post pura padhna hai.

Massage comment post...etc aap teen tarah se likh sakte hai. 

(1) Colour Text
(2) Background Colour Change 
(3) Bold letter 

Dosto, Colour me text karne ke liye sabse pahle apko colour code ki jarurat padegi. So ye code niche diye gaye hai.


<fg=b0800000>   brown

<fg=b0ffc0cb> Light
Pink
<fg=b06f00ff> Navy
<fg=b0ffd700> Golden
<fg=b0ff7f00> Orange
<fg=b000ff00> Green
<fg=b0000000> Black
<fg=b0ff0000> Redish
Pink
<fg=f0f00f0f> Red
<fg=b0ffff00> Yellow
<fg=b0b08080> Steel
Grey
<fg=b00000ff> Blue
<fg=b0964b00> Light
Brown
<fg=b0f000f0> Magenta
<fg=b08f00ff> Dark
Purple
<fg=b0808000> Dark
Green
<fg=b0bf00ff> Purple
<fg=b0ff00ff> Light
pink
<fg=b0c0c0c0> Grey
<fg=b000ffff> Light
Blue
<fg=b0ff00ff> Dark
pink
<fg=80ffffff> Sky Blue

(1) Colour me text kaise kare:- 

Colour me text karne ke liye following steps ko follow kare.

 STEP 1  Sabse pahle aap jis colour me text karna chahte hai. Uss colour ke code ko copy kar le.

Example:- Maan lete hai ki apko Red colour me text karni hai.
To aap  <fg=f0f00f0f> copy kare.

 STEP 2  Copy karne ke baad agar apko Post Likhna ho ya massage bhejna ho ya comment karna ho To Text Ke jagah me isse Paste kare.


 STEP 3  Paste karne ke baad apko jo bhi likhna hai likh de. aur agar aap post kar rhe hai to post par click kare agar aap massage kar rhe hai to send par click kar de. Matlab apko ok kar dena hai.

 STEP 4  Congratulations. Ab colour me massage ho gaya hoga.

 Background colour me text karna 

Background colour karna bahut asaan hai. Isme bhi apko uper ke step ko follow karna hai. Bus thora sa change karna hai.
jahaan par "fg" hoga usse htaa kar "bg" dalni hai aur kuchh bhi change nahi karni hai. Bus ab aap massage ya comment karke test kar sakte hai.

Bold letter me text karna:- 


Hello dosto issme bhi same  process hai. But ."fg" ke jagah " b " dalni hai. Ab check kar sakte hai. 


 NOTE:-Main sabhi dosto ko suchit kar du. Ki aap colour text background colour bold letter etc me likhne ke liye facebook lite ka use kare. Kyoki ye fiture sirf facebook lite ke liye hai.      


    Agar apko ye sab karne me koi dikkt aayi to humare comment box me jarur puche. Ya humare fb page ko like karke fb group me join ho jaye.   Humare fb group me join hone ke liye yahaa click kare

Fb page like karne ke liye yaha click kare 
                    Thank you all reader .
SHARE Karna na bhule

Post a Comment

3 Comments
  1. You share nice tutorial related blog, which give me some good ideas in creating my own blog, For more detail you can
    Visit our site here

    ReplyDelete
  2. We are Massagely and we rate & review only reputable and trustworthy massage places. massage San Jose

    ReplyDelete
  3. Interesting and interesting information can be found on this topic here profile worth to see it. Yoni Massage

    ReplyDelete
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Disqus Shortname

barcelona-sora

Comments system

[blogger][disqus][facebook]